Ae sabz gumbad wale naath lyrics
Ae sabz gumbad wale manzur dua karna
Jab waqt naza aye Didar ata karna
Ae Noor e khuda akar ankhome samajana
Ya darpe bulalena ya khwabme ajana
Ae parda nashi dilke pardeme Raha karna
Jab waqt naza aye Didar ata kar
Mai kabr Andherime ghabraunga jab tanha
Imdad meri karne ajana mere aqa
Roshan meri turbatko ae Noor e kuda karna
Jab waqt naza aye Didar ata karna
Comments
Post a Comment