Kash main yaaro Falasteen ka baasi hota
Aksaaa, Aksaaa, Aksaaa, Aksaaa...
Kash main yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main mitti hota
Ya to main Masjid-e-Aqsa ka minaara hota
Ya ussi pyaari si masjid ki main jaali hota
Kash main yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main mitti hota
Ya to main Qibla-e-Awwal ka ihaata hota
Ya main fir usme bani ek atari hota
Kash main yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main mitti hota
Ya Falasteen mein girti hui baarish hota
Ya usi sheher ke dariya ka paani hota
Kash main yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main mitti hota
Yaati ka baash hona, is sheher-e-muqaddas ki mitti hota
Ya to main roz adfruit hota
Ya to main akhri hadd ka ghazi hota
Kash main yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main mitti hota
Ya to is sheher-e-muqaddas ka mashraabi hota
Ya Falasteen ke maikhane ka saaqi hota
Kash main yaaro Falasteen ka baasi hota
Warna is sheher-e-muqaddas ki main mitti hota
Main kehna chahta hoon bas yahi baat
Ke har zarra hoon main us mitti ka, uska nasha saath
Comments
Post a Comment